ahankar ki kursi per betha harjita tara mun kera abhiman,
na jane kyo ye murakh soche ise amarta ka vardan ,
kar-lu-jitna pap suche na dhekh raha bhagvan,
murakh ye na jane sub kuch likh raha bhagvan,
ghat ke bhitar pal pal ki jane fir bhi chup bhetha bhagvan,
smey ane par tujh ko soop de ga tara hi saman,
us pida ko kya seh paye ga soch le eh harjit insan,
Tuesday, October 2, 2007
Monday, October 1, 2007
lafzo me kese likhu teri meharbani,
lafzo me likhne chlla teri meharbani,
shabdo se byaan hoti nahi teri meharbani,
likhta hu par lagta ha sagar ko bund jase batlau,
kagaj per jase sari khudai sametna chahu,
tu dhekhta harjit das ki ye manmani,
fir bhi na kahta kuch ya ha tari meharbani,
lafz bane nahi fir kese karu teri meharbani byani,
jo bhi likhu vo mukamal nahi fir kese karo byani,
lafzo me kase likhu teri meharbani,

Sunday, September 30, 2007
abh aaye gi abh aye gi milan ki bari,
kya dharti kya aasman ,
kya neel gagan ke paar,
kya suraj kya chand sitare ,
sab khade prabh share tumhare,
jab ye sabh kadhe sharan tumhari
kyo na aye das harjit sharan tumhari,
sub jeevo ka tu hi shara,
sub ka tu hi palan hara,
he kaal ka kal tu hi sabko mare kaal tere ishare,
sub ko to hi janam data,
khud kabhi garabh na ave,
khel jag ha sara tara,
virla samjhe uska ho jaye nibera,
he jyoti sab tumhari thakur,
bhichde sabhi aye kabh milan ki bari,
das harjit abh aas lagaye ,
abh aaye gi abh aye gi milan ki bari,
for reply please use my email id harjit555@rediffmail.com

Subscribe to:
Posts (Atom)