Sunday, September 30, 2007

abh aaye gi abh aye gi milan ki bari,

kya dharti kya aasman ,
kya neel gagan ke paar,
kya suraj kya chand sitare ,
sab khade prabh share tumhare,
jab ye sabh kadhe sharan tumhari
kyo na aye das harjit sharan tumhari,
sub jeevo ka tu hi shara,
sub ka tu hi palan hara,
he kaal ka kal tu hi sabko mare kaal tere ishare,
sub ko to hi janam data,
khud kabhi garabh na ave,
khel jag ha sara tara,
virla samjhe uska ho jaye nibera,
he jyoti sab tumhari thakur,
bhichde sabhi aye kabh milan ki bari,
das harjit abh aas lagaye ,
abh aaye gi abh aye gi milan ki bari,

for reply please use my email id harjit555@rediffmail.com

No comments: